Kon sindhu se jal bhar lata
Umad-umad jag mein barashta
Garmi mein din thap-khap hote
Agar na nabh mein badal hote
Kabhi na bijli chamak dhikate
Dunia mein kya damak dhikate
Kabhi na bahate jharne sote
Agar na nabh mein badal hote
Moar na khus ho shor macahte
Meindhak kabhi na tar- tarate
Pyise marte chidya- tote
Agar na nabh mein badal hote
Kabhi na hoatein nadiya-naharien
Kabhi na hoatein sunder laharien
Kahen nahate khate gote
Agar na nabh mein badal hote
who is the author?
ReplyDeleteMohanlal dvivedi
DeleteSohanlal dvivedi
DeleteSohanlal dvivedi
Delete